Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaane tamanna alvida husn ki duniya alvida jaane tamanna alvida husn ki duniya alvida allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai hothon ko apne seeta ja ashq bahen to peeta ja shikwa na kar majboori ka pyaar mein kya ghum doori ka ishq mein kaisa faasla dil se na hoga dil juda allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai ya havibi ya havibi ya havibi mujh ko tadapta rehne de darde judayi sehne de toote dilon ke afsaane zalim duniya kya jaane chhod khuda par faisla tod na dil ka hausla allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai dil se laga le yaadon ko bhool bhi ja fariyadon ko basti ho chahe virana kaaba mile ya butkhana duniya mein nagma pyaar ka manzil manzil gaye ja allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai allah tere saath hai moula tere saath hai
allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam ishwar tero naam sab ko sanmati de bhagwaan sab ko sanmati de bhagwaan allah tero naam aaa aaa aaa aaa aaaa aaa aaa aaa maangon ka sindoor na chhoote maangon ka sindoor na chhoote maa behnon ki aas na toote maa behnon ki aas na toote deh bina daata deh bina bhatke na pran sab ko sanmati de bhagwaan allah tero naam o saare jag ke rakhwaale o saare jag ke rakhwaale nirbal ko bal dene waale nirbal ko bal dene waale balwaanon ko balwaanon ko de de gyan sab ko sanmati de bhagwaan allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam
allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam sab ko sanmatee de bhagwaan aaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaa maangon ka sindoor na chhute maangon ka maa behnon ki aas na toote aas na toote dev binaa daataa dev binaa bhatke na praan hoo saare jag ke rakhwaale hoo saare nirbal ko bal dene waale dene waale balwaanon ko balwaanon ko de de gyaan ishwar tero naam ishwar tero naam allah tero naam
allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein roothe pal mein naa maane mahinon mein roothe pal mein naa maane mahinon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein aahen bhar bhar ke iltajaa kar ke humne dekha hai ye hain pathar ke jo manaaooooooooooo jo manaao naa maane mahinon mein allah ye adaa kaisi hai inn haseenon mein allah chaahe bhi hum to inkoooooo chaahe bhi hum to inko zaalim kahaan naa jaaye shikwaa hai unn se dil koooo shikwaa hai unn se dil ko ke jinko dekhe se pyaar aaye haaye chamak aankhon mein hai seetaron ki chhanv mukhde pe hain bahaaron ki bas dil hi bas dil hi bas dil hi nahin inke seenon mein bas dil hi nahin inke seenon mein allah ye adaa kaisi inn haseenon mein allah hoooooooo ooooo ooooooo ooooooooo ooooo ooooooo chaahat mein cheez kya hai chaahat mein cheez kya hai ye rang ye jawaani unn par lootane waale hooo unn par lootane waale lootaaye baithe hain zindgaani haaye chaahe raazi wo naa rahen phir
jag soona soona thehra thehra saa mera sapna apna gehraa gehraa saa jag soona soona thehra thehra saa mera sapna apna gehraa gehraa saa saare shehar ki jagmag ke bheetar hai andheraaa har muskaan ke peechhe chhupa hua ghum ka chehra yahi hai sach to har pal ko jee loon main jee bhar ke aur hans hans ke ye keh doon dukhon ke pathar seeeeeeee alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa koi waqt ke aage haara haara saa koi pyaar mein phirta maara maara saa dil ke rishton mein kyun dard humesha milta hai aur kyun kaanton par hi phool sukho ka khilta hai yahi hai sach to main iss sach ko hi apnaungaa marr bhi jaaunga to main pyaar amar kar jaaungaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa alvidaaaaaaaaaa zindagi naa mil ajnabee ban ke zindagi naa mil ajnabee ban ke bandagi shaamil har dua ban ke bandagi shaamil har dua ban ke zindagi naa mil ajnabee ban ke bandagi shaamil
chhupke se kahin dheeme paun se jaane kis tarah kis ghadi aage badh gaye humse raahon mein par tum to abhi the yahin kuchh bhi na suna kab ka tha gila kaise keh diya alvida jinke darmiyaan gujri thi abhi kal tak yeh meri zindagi lo un baahon ko thandi chhanv ko hum bhi kar chale alvida alvida alvida meri raahen alvida meri saansen kehti hai alvida alvida alvida ab kehna aur kya jab tune keh diya alvida sun le bekhabar yun aankhen phair kar aaj tu chali jaa dhoondhegi nazar humko hi magar har jagah aisi raaton mein leke karvatein yaad humen karna aur phir haar kar kehna kyun magar keh diya alvida alvida koi poochhe to zara kya socha aur kaha alvida alvida alvida ab kehna aur kya jab tune keh diya alvida hum they diljale phir bhi dil kahe kaash mere sang aaj hote tum agar hoti har dagar gulsitaan tum se hai khafaa hum naaraz hain dil hai pareshaan socha na suna tune kyun bhala keh diya alvida alvida koi poochhe to zara kya socha aur kaha alvida alvida alvida ab kehna
aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi bahot der jaaga tha soya hua hai aman ke khayaalon mein khoya hua hai aman ke khayaalon mein khoya hua hai ye kaisi muhabbat ye kaisi judaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi ye jeevan ki manzil pe chhoota hai humse koi to manao ke ruthaa hai humse koi to manao ke ruthaa hai humse nazar mere baabu ko kisne lagaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi aman ka farishta kahaan jaa raha hai chaman ro raha hai machi hai duhaayi chaman ro raha hai machi hai duhaayi ye nafrat ke jazbon mein hargiz naa behna meri baat sunlo gale mil ke rehna jalti chitaa se ye aawaaz aayi aawaaz aayi
anhoni ko honi kar de honi ko anhoni anhoni ko honi kar de honi ko anhoni ek jagah jab jama hon teenon amar akbar anthony amar akbar anthony anhoni ko honi kar de honi ko anhoni anhoni ko honi kar de honi ko anhoni ek jagah jab jama hon teenon amar akbar anthony amar akbar anthony ek ek se bhale do do do se bhale teen dulhaa dulhan saath nahin baaza hai baaraat nahin dulhaa dulhan saath nahin baaza hai baaraat nahin kuchh darne ki baat nahin ye milan ki raina hai koi ghum ki raat nahin yaaro hason bana rakhi hai kyun ye soorat roni yaaro hason bana rakhi hai kyun ye soorat roni ek jagah jab jama hon teenon amar akbar anthony amar akbar anthony ek ek se bhale do do do se bhale teen shamma ke parwaanon ko iss ghar ke mehmaanon ko shamma ke parwaanon ko iss ghar ke mehmaanon ko pehchaanon anjaanon ko kaise baat matlab ki samjhaaun deewanon ko sapan salone leke aayi hai ye raat saloni sapan salone leke aayi hai ye raat saloni ek jagah jab jama hon teenon amar akbar
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar ghut chandani pee hai humne baat kufar ki kee hai humne ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar kaise iska karz chukayen maang ke apni maut ke hathon kaise iska karz chukayen maang ke apni maut ke hathon umr kee choli see hai humne baat kufar ki kee hai humne ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar apna iss mein kuchh bhi nahin hai apna iss mein kuchh bhi nahin hai kuchh bhi nahin hai do dil jaise do dil jaise uski amanat usko wohi to di hai humne baat kufar ki kee hai humne ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar
ambua ki daari se bole re koyaliya ambua ki daari se bole re koyaliya preet naa karna aji preet naa karna ji bole re koyaliya ambua ki daari se bole re koyaliya sulag sulag main kali bhayi koylaa bani naa raakh koylaa bani naa raakh jal jal ke marna aji preet naa karna ji bole re koyaliya ambua ki daari se bole re koyaliya shahad ke andar zahar bhara hai shahad ke andar zahar bhara hai bacha nahin wo jisne piya hai bacha nahin wo jisne piya hai aahen naa bharna aji preet naa karna ji bole re koyaliya ambua ki daari se bole re koyaliya khushbu se tum mast naa hona khushbu se tum mast naa hona kaanton ko kaanton ko hathon se naa chhuna phoolon se darna aji preet naa karna ji bole re koyaliya phoolon se darna aji preet naa karna ji bole re koyaliya ambua ki daari se bole re koyaliya bole re koyaliya
is desh ka sandesh laya main aap ke hi naam aazadi ki sahjadi ka sunlo hai ye paigam aazadi ki sahjadi ka sunlo hai ye paigam sunlo hai ye paigam sunlo hai ye paigam garibon ko tum saath apne milaao garibon ko tum saath apne milaao ameero watan se gareebi hataao yahi waqt hai kuchh to karke dikhaao ameero watan se gareebi hataao watan ke bhale se hamara bhala hai hamen jo mila wo watan se mila hai hindu sikh isai musalman bhaiyo watan hi ibadat watan hi khuda hai watan se na tum apni daulat chhupao watan se na tum apni daulat chhupao ameero watan se gareebi hataao garibon ko tum saath apne milaao ameero watan se gareebi hataao jawani ka tum bholapan bhi kharido nasheeli dagar gora tan bhi kharido ye surkhi ye kaajal ye ghunghru ye paayal chandi ki chhan chhan se chhan chhan kharido bache tax to sex pe tum lutaao khub lutaao bete bache tax to sex pe tum lutaao upar se bolo gareebi hataao garibon ko tum saath apne milaao ameero watan se gareebi hataao hazaron
ye aansoo ye jazbaat tum bechate ho gareebon ke haalat tum bechate ho ameeeeeeeron ki shaam gareeeeeeebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam isi baat par sabko mera salaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam mazaa aa gaya bas khuda ki kasam khushi ki dukaanon pe bikta hai ghum bikta hai ghum fida aise ghum pe hai khushiyaan tamaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye fankaar ki ik haseen yaad hai ye fankaar ki ik haseen yaad hai kisi bhookhe nange ki fariyaad hai ye tasveer to kaabil e daad hai kaabil e daad hai isse dijiye aap pehla inaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye maasoom bachcha ye majboor maa ye maasoom bachcha ye majboor maa naa chulha na bartan naa ghar na dhuwaan naa chulha na bartan naa ghar na dhuwaan
ho ho ho ho ho ho heee aa aa aa masti ki ek lehar hoon sailaab nahin hoon sada si haqikat hoon mein khwaab nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon masti ki ek lehar hoon sailaab nahin hoon sada si haqikat hoon main khwaab nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon tinka hawa ke sang aakash mein uda bola main ho gaya parvat se bhi bada tinka hawa ke sang aakash mein uda bola main ho gaya parvat se bhi bada muskurai dharti khil khil ke nadi hans padi mitt gaya wahin ke jisne baat kabhi ki badi bijli giri tinka jala khaakh hua mitt gaya taubba re meri tauba zarra hoon zamin per hoon aaftaab nahi hoon khush hoon ki main jugnoo hoon mehtaab nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon chhota sa aadmi hoon amitaabh nahin hoon phool jo maali
anando brahma govindo haar dil waalon ki hai ye duniya saari ek haseen mehzabeen yaar ki nazar jo mil gayi dil lagi hi dillagi mein do dilon ki baat chal gayi mere ho tum banwari anando brahma govindo haar dil waalon ki hai ye duniya saari roop rang mein dhali ek kali hai meri zindagi aur ik nazar ke baad bekali hai meri zindagi layi dor preet ki tere paas kheench ke main bhi tere sang hoon donon aankh meech ke ye hai mohabbat ka jaadu meri jaan chalne do jaadu chala do dilon ko bhi mil kar machal ne do ab ja ke aaj yaar aise ho ke beqaraar dil milen khile phulwaari anando brahma govindo haar dil waalon ki hai ye duniya saari ek haseen mehzabeen yaar se nazar jo mil gayi dillagi hi dillagi mein do dilon ki baat chal gayi mere ho tum banwari ha hona tha milan toh hua par sajan koi maza nahin ho agar tujhe kabool toh hamaare haath kya nahin aa mere dilbar apna le mujh ko baahon mein bhar ke gum kar dein tujh ko ye bhi kaho na ki doli mein le kar ke jaaunga raste mein
anandoloke mongola loke biirajo sotto sundaro mohima tabo udbhasito mohagogonomajhe mohima tabo udbhasito mohagogonomajhe bisso jagato moni bhushan bestito charane aanondo loke mongola loke birajo sotto sundaro sotto sundaro
o ho ho ho o ho ho ho o ho ho ho o ho ho naar daana anaar daana assaan rumi topiwaale naal jaana naar daana anaar daana naar daana anaar daana assaan rumi topiwaale naal jaana ye topi ye chaand sa chehra jyun dulhe ke sir pe sehra jyun dulhe ke sir pe sehra mar jaana mar jaana assaan tainu tak tak mar jaana o ho ho ho o ho ho ho o ho ho ho o ho ho ishq pe ho gayi meher khuda ki rab ne sun li arz hina ki rab ne sun li arz hina ki shukraana shukraana o rabba tera lakh lakh shukraana pyaar ki dori dil ko khinche tu aage main pichhe pichhe tu aage main pichhe pichhe thukraana thukraana tere liye saara jag thukraana assaan rumi topiwaale naal jaana naar daana anaar daana naar daana anaar daana assaan rumi topiwaale naal jaana assaan rumi topiwaale naal jaana naal jaana naal naal jaana
andaaz mera mastana maange dil ka nazraana zara soch ke aankh milana ho jaaye na tu deewanaa ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai takaleena pyaar ki kitaab hoon main sach hoon phir bhi khaab hoon main dekh par suroor aaye wo ajab sharaab hoon main main hoon jawani ka rangeen tarana rangeen tarana takaleena haaaan ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai takaleena tujh ko meri justjoo hai mujhko teri aarzoo hai mere dil ka aaina tu dil ke aaine mein tu hai humse hi roshan hai saara zamana saara zamana takaleena andaaz mera mastana maange dil ka nazraana zara soch ke aankh milana ho jaaye na tu deewanaa ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai main kidhar hoon tu kahan hai ye zameen yaa aasmaan hai mere tere pyaar ki ye kya ajeeb daastaan hain meetha sa ye dard bhi hai suhana
Andar Baahar Baahar Andar
andhe jahaan ke andhe raaste jaayen to jaayen kahaan andhe jahaan ke andhe raaste jaayen to jaayen kahaan duniyaa to duniyaa tu bhi paraaya hum yahaan naa wahaan duniyaa to duniyaa tu bhi paraaya hum yahaan naa wahaan jeene ki chaahat nahin mar ke bhi raahat nahin jeene ki chaahat nahin mar ke bhi raahat nahin iss paar aansun uss paar aahen dil mera bezubaan iss paar aansun uss paar aahen dil mera bezubaan andhe jahaan ke andhe raaste jaayen to jaayen kahaan humko naa koi bulaaye naa koi palken bichhaye humko naa koi bulaaye naa koi palken bichhaye aye ghum ke maaro manzil wahin hain dam ye toote jahaan aye ghum ke maaro manzil wahin hain dam ye toote jahaan andhe jahaan ke andhe raaste jaayen to jaayen kahaan aagaaz ke din tera anjaam tai ho chuka aagaaz ke din tera anjaam tai ho chuka jalte rahen hain jalte rahenge ye zameen aasmaan jalte rahen hain jalte rahenge ye zameen aasmaan andhe jahaan ke andhe raaste jaayen to jaayen kahaan duniyaa to duniyaa tu bhi
aaaaa aaaaaa aaaaa dil ke phaphole jal uthe aaaa aaaa aaaaa seene ke daag seeee iss ghar ko aag lag gayiiiii ghar ke chiraag seeee andhe ki laathi tu hi hai tu hi jeevan ujiyaara haiiiiiiii andhe ki laathi tu hi hai tu hi jeevan ujiyaara hai tu hi aa kar sambhaal prabhu tera hi ek sahaara hai tu hi aa kar sambhaal prabhu tera hi ek sahaara hai andhe ki laathi tu hi hai tu hi jeevan ujiyaara haiiiiii andhe ki laathi tu hi hai tu hi jeevan ujiyaara dukh dard ki gathadi sir par hai pag pag par girne ka dar hai dukh dard ki gathadi sir par hai pag pag par girne ka dar hai parmeshwar ab path raakh tu hi parmeshwar ab path raakh tu hi tu hi path raakhan haara hai tu hi path raakhan haara hai andhe ki laathi tu hi hai tu hi jeevan ujiyaara jinn par aasha thiiiii chhod gayeeeeeee baalun ke gharodhen phod gaye hain munh mod gaye mann tod gaye munh mod gaye mann tod gaye ab jag mein kaun humara haiiii ab jag mein kaun humara haiiii ab jag mein kaun humara haiiii andhe ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Allah Tere Saath Hai Love And God (1986) 05:28 38119
 
Poster of Love And God (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nimmi, Sanjeev Kumar
Duration : 05:28   Song Number : 38119   

Allah Tero Naam Chhaya (Album) (2005) 03:35 18105
 
Poster of Chhaya (Album) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 03:35   Song Number : 18105   

Allah Tero Naam Ishwar Hum Dono (1961) 03:34 20132
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Gowda-Sarang
Duration : 03:34   Song Number : 20132   

Allah Ye Ada Kaisi Mere Hamdam Mere Dost (1968) 07:05 12183
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 07:05   Song Number : 12183   

Alvida Dasvidaniya (2008) 05:04 17597
 
Poster of Dasvidaniya (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Kailash Kher
Music Director- 
Chin2 Bhosle
Singer- 
Chin2 Bhosle
On Screen Actors- 
Vinay Pathak
Duration : 05:04   Song Number : 17597   

Alvida Reprise Life In A Metro (2007) 05:48 16932
 
Poster of Life In A Metro (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
James
On Screen Actors- 
Sharman Joshi
Duration : 05:48   Song Number : 16932   

Aman Ka Farishta Aman (1967) 04:14 16198
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song, Rajendra Kumar
Duration : 04:14   Song Number : 16198   

Amar Akbar Anthony Amar Akbar Anthony (1977) 05:55 18091
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:55   Song Number : 18091   

Ambar Ki Ek Paak Surahi Kadambari (1975) 03:22 13487
 
Poster of Kadambari (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Amrita Pritam
Music Director- 
Ajit Singh Pranay
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 03:22   Song Number : 13487   

Ambua Ki Daari Se Bole Dahej (1950) 03:23 37997
 
Poster of Dahej (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shams Lakhnavi
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
jayshree
On Screen Actors- 
Jayshree
Duration : 03:23   Song Number : 37997   

Ameero Watan Se Ghareebi Hataao Shankar Dada (1976) 06:54 36259
 
Poster of Shankar Dada (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Pran
Duration : 06:54   Song Number : 36259   

Ameeron Ki Shaam Gareebon Ke Naam Naam (1986) 05:41 20133
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:41   Song Number : 20133   

Amitabh Nahin Hoon (Happy) Chhota Aadmi (1986) 07:22 10475
 
Poster of Chhota Aadmi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Jainendra Jain
Music Director- 
Mahesh Naresh
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 07:22   Song Number : 10475   

Anando Brahma (Hindi) Shiva (1990) 04:23 38564
 
Poster of Shiva (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Amala, Nagarjuna Akkineni
Duration : 04:23   Song Number : 38564   

Anandoloke Kahaani 2 (Durga Rani Singh) (2016) 01:53 39819
 
Poster of Kahaani 2 (Durga Rani Singh) (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Music Director- 
Clinton Cerejo
Singer- 
Clinton Cerejo
On Screen Actors- 
Vidya Balan
Duration : 01:53   Song Number : 39819   

Anar Dana Henna (1991) 04:50 11974
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeba Bakhtiar
Duration : 04:50   Song Number : 11974   

Andaaz Mera Mastana Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:46 13089
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:46   Song Number : 13089   

Andar Baahar Baahar Andar Andar Baahar (1984) 03:29 37742
 
Poster of Andar Baahar (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 37742   

Andhe Jahaan Ke Andhe Raaste Patita (1953) 03:46 13939
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Agha
Duration : 03:46   Song Number : 13939   

Andhe Ki Laathi Dhoop Chhaon (1935) 03:36 11221
 
Poster of Dhoop Chhaon (1935)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1935
Lyricist
Pt Sudarshan
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K C Dey
On Screen Actors- 
Babu Lal
Duration : 03:36   Song Number : 11221